2024-09-04 16:58
Raat bhi taare bujha kar soti hain
Roz mujh ko rula kar soti hain
Meine ek tohfa diya tha usey
Jise woh gale laga kar soti hain
Mujh se jyada chahti hain woh usey
Is baat se mujhe jala kar soti hain
Har din mere sath yaadein ban kar
Raat ko mujhe bhula kar soti hain
Ussey baat kar ke khus hoti hain
Par phir aansu baha kar soti hain
In aansu'on mei meri yaad aati hain
Phir woh mujhe rula kar soti hain..!!🌼🙇🏻❤️🩹🙌🏻