2024-09-08 13:54
log jo apni baaton mein, shayriyon mein, kavitaaon mein chaand ko taare se upar rakhte hai, ek taare ki chamak ko chaand ke chamak se kam maante hain, unse mera sawal hai aisa kyun? Jabki dekha jaye to , chaand ki khud chamak hi nahi hoti h, aur taaron ke paas apni khudki roshni hoti h..!
To ye na nainsaafi kyun??? Ye awaaz hai har us taare ki jise kam maana gya hai, ye sawal hai unka jinhe neecha dikhaya gya h... Jawaab dein!!
puchta hai taara ✨