2024-10-22 14:22
Mera mehebub mujhse wafa kar gaya
Jo waqt pe khud ko juda kar gaya
Khuda hain woh dil ke is aayine mei
Woh apne Ishq ka farz ada kar gaya
Sukrguzar hu'n jo gamzda kar gaya
Beabru thhi woh Deepak ki our hawa kar gaya
Jaate waqt ek lafz bhi kaha nahi
Kyu'n mujhse intezar ka irada kar gaya
Sath toh ek zanm bhi raha nahi
Our sat janmo ka wada kar gaya
Haqikat mei toh woh humara hua nahi
Dil mei na ho koi or is tarha jagha kar gaya
Mera mehboob mujhse daga kar gaya..!!💭❤️🩹🙇🏻🌼