Ye app sasural ki wo wali Nanad hai jo sabko khush rkhne ka natak krti hai. Sirf wo hi janti hai ki actually mai tarif kis ki ki hai usne. Soch soch kar sab khush ho jate hain. Same yha bhi ye hi hai. Tarif kiski ho rhi hai pta nhi . Khush sab aseho rhe hain jese uske liye hi hai 😆😆