2024-11-17 20:14
Aye Rub!!!
Tu janta he dill ka haal, mai kiya kahun,
Ye dard kesa he kamal, mai kiya kahun?
.
Muhabbato k zakham heyn, sabar ka sawal,
Par ye bicharny ka malal, mai kiya kahun?
.
Wo jisko chaha tha Dill o jaan sy meney Rub!!
Uski hi chahat nay diya zawaal, mai kiya kahun?
.
Ye teri marzi thi k wo mera na hosaka,
Ab tu hi rakhkay mera haal, mai kiya kahun?
.
Ager wo laut ayen to bakshish ka zikar ho,
Na Ayen to bas tera jamal, mai kiya kahun?
.
.
.