2024-12-31 19:06
Mention you in a comment : Dear Bestie Mujhe nahi pata tum mujhe itna jada pasand kyu ho lekin ab kya karu tumhare bina rha bhi nahi jata tumse mile bina tumse bat kiye bina mere dil ko sukoon hi nahi milta jitna bhi bat kar lu tumse mera kabhi man nahi bharta dil karta hai bas tumse bat karta jau karta jau kabhi bat karna band na ho ab to tum mere adat ban gye ho or ye adat ham kabhi bhi nahi chhodna chahte
🥀💔🥺