Vartmaan aankhon ka dhoka hai.
Bhut sikhne ka mauka hai.
Bhavishya ummidon ki nauka hai.
Aaj mera sangeet se roka hai.
Naak pe chandi ka koka hai..
Dharti ek maaya nagri hai.
Hawa ek khwa sa joka hai..
Criminal to har ek koi hota hai.
Smart to chori ka mauka hai.
Pocket mai cigrate ka khokha hai.
Dhoni ko kb kisne roka hai. 😀