Ham itne bure nahin hain jitne bure aap humko samajhte Ho Ham Khush Hain use Parmatma ki Di Hui jindagi se kabhi Kafan nahin hote Kisi Se sabse Mohabbat karte Hain sabko apni family mante Hain Kya Bharosa jindagi ka Jo sans le rahe hain ya na aaye isliye kahate Hain har waqt Bhagwan ke gun gate Raha karo